Quoteasiyer4321 presents

Kahani koi bhi ho, climax mein entry meri hi dhamakedaar hogi! 💥🎬

A Quote by Aditya

@asiyer4321 ·

Related

View all
@sd2979142 ·

A Dialogbaaz line

Abh rah dekhenge teri Chahe zamane lag jaye Dil aj rota hain tabh bhi royega Chahe ansu sukh jaye. Badhta jaaye Jo faasla tujhse Meri Yeh ratein aur lambi hone lagi Mere rooh ka tu ek sitara tha naseebo k badal jiski roshni churane lagi. Tere sath bitaayen pal abh lage jayse koi sapna tere jaane k bad nahi banaya kisiko apna. Than li hain ki ishi tanhai mein jiyunga yeh zindagi Chahe kuch bhi ho jaye nahi chodunga teri bandagi.💔

Starring @sd2979142

@sd2979142 ·

A Dialogbaaz line

Kuch safar aise hote hain, jinmein humsafar nahi milte, 🥀 Bas kuch yaadein milti hain, jo kabhi dil se nahi nikalte. 🌙 Hum har mod par khud ko thoda badalte chale gaye, Kuch khwaab chhod aaye, kuch naye bunte chale gaye. 🖤 Ab kisi se shikayat nahi, na kisi se koi sawaal hai, Jo mila, woh ek kahaani; jo na mila, woh ek khayaal hai. ✨ Zindagi ne sab kuch nahi diya, magar samajhna bahut kuch sikha diya. 🥀

Starring @sd2979142

0 comments

No comments yet.