S
Sofiya..... princess@sd2979142Dialogbaaz
Library ki kitaab par ek purana stamp mila,
Kisi anjaan ke waqt ka chhota sa nishaan mila.
Usne bhi shayad in pannon mein sukoon talaasha hoga,
Kisi mushkil sawaal ka jawaab yahan paaya hoga.
Ajeeb hai na, hum anjaan hokar bhi jud jaate hain,
Kuch ehsaas bina mile hi ek jaise ho jaate hain. ✨Related
View allComments
No comments yet.