S
Sofiya..... princess@sd2979142Dialogbaaz
Ek patang hawa mein kuch door tak udkar ruk gayi,
Uski dor kisi purane chhat ke kone mein ulajh gayi.
Kuch khwaab bhi manzil se pehle tham jaate hain,
Kabhi halaat, kabhi apne hi kadam rok jaate hain.
Par udne ki khwahish kabhi kam nahi honi chahiye,
Dor uljhi ho toh kya, umeed kam nahi honi chahiye. ❤️Related
View allComments
No comments yet.