S
Sofiya..... princess@sd2979142Dialogbaaz
Kuch safar aise hote hain, jinmein humsafar nahi milte, 🥀
Bas kuch yaadein milti hain, jo kabhi dil se nahi nikalte. 🌙
Hum har mod par khud ko thoda badalte chale gaye,
Kuch khwaab chhod aaye, kuch naye bunte chale gaye. 🖤
Ab kisi se shikayat nahi, na kisi se koi sawaal hai,
Jo mila, woh ek kahaani; jo na mila, woh ek khayaal hai. ✨
Zindagi ne sab kuch nahi diya, magar samajhna bahut kuch sikha diya. 🥀Related
View allComments
No comments yet.