S
Sofiya..... princess@sd2979142Dialogbaaz
Kuch raaste manzil se nahi, insaan se jude hote hain… 🥀 Kuch yaadein khushi nahi deti, phir bhi dil ke kareeb hote hain. Hum jinhe waqt ke saath bhoolne nikle the, Aaj bhi woh har khaali lamhe mein naseeb hote hain. 🌙 Ajeeb hai na yeh dil bhi, Jo apna nahi raha, khayalon mein aaj bhi usi ke qareeb hote hain. 🖤

Related

View all

Comments

No comments yet.