S
Sofiya..... princess@sd2979142Dialogbaaz
Darzi ke dhaage ne phir ek kapda jod diya,
Kisi ne apni mehnat se bikhraapan samet liya.
Kuch zakhm bhi aise hain jo dikhte nahi zamaane ko,
Kuch log silte rehte hain khud ko, muskuraane ko.
Har baar jud jaana hi mazbooti ki nishaani nahi,
Kabhi apni daraaron ko apnana bhi koi kami nahi. ❤️✨Related
View allComments
No comments yet.