Shayariasiyer4321 presents

Mere aane ki aahat se ghadi ki suiyan bhi saansein rok leti hain. πŸ˜ŽπŸ•°οΈ

A Shayari by Aditya

@asiyer4321 Β·

Related

View all
@sd2979142 Β·

A Dialogbaaz line

Abh rah dekhenge teri Chahe zamane lag jaye Dil aj rota hain tabh bhi royega Chahe ansu sukh jaye. Badhta jaaye Jo faasla tujhse Meri Yeh ratein aur lambi hone lagi Mere rooh ka tu ek sitara tha naseebo k badal jiski roshni churane lagi. Tere sath bitaayen pal abh lage jayse koi sapna tere jaane k bad nahi banaya kisiko apna. Than li hain ki ishi tanhai mein jiyunga yeh zindagi Chahe kuch bhi ho jaye nahi chodunga teri bandagi.πŸ’”

Starring @sd2979142

@sd2979142 Β·

A Dialogbaaz line

Kuch safar aise hote hain, jinmein humsafar nahi milte, πŸ₯€ Bas kuch yaadein milti hain, jo kabhi dil se nahi nikalte. πŸŒ™ Hum har mod par khud ko thoda badalte chale gaye, Kuch khwaab chhod aaye, kuch naye bunte chale gaye. πŸ–€ Ab kisi se shikayat nahi, na kisi se koi sawaal hai, Jo mila, woh ek kahaani; jo na mila, woh ek khayaal hai. ✨ Zindagi ne sab kuch nahi diya, magar samajhna bahut kuch sikha diya. πŸ₯€

Starring @sd2979142

@sd2979142 Β·

A Dialogbaaz line

Kuch raaste manzil se zyada sikha jaate hain, πŸ₯€ Kuch ajnabi chehre apne ban jaate hain. Har khamoshi ka matlab judaai nahi hota, Kuch dard waqt ke saath samajh aate hain. πŸŒ™ Jo kal tak zindagi ka sabse zaroori hissa the, Aaj unke zikr par bhi hum muskuraate hain. Zindagi har mod par ek naya sabaq deti hai, ✨ Kuch log yaad reh jaate hain, Aur kuch yaadein humein naya insaan bana jaati hain. πŸ–€

Starring @sd2979142

0 comments

No comments yet.