Wah re zamane ke thekedaaron, billi ko chuhe ka chowkidar bana diya! Aaj ka ladka char biwiyon ka bhar utha sakta hai, par dusra nikaah bola nahi ki fatwa taiyaar iski niyat kharab hai. Aur purane Peer-Waliyon ke 6-7 nikaah? Waha to sar jhuka ke tasleem. Doglapan ka chashma sabse mehanga bikta hai.

Related

View all

Comments

No comments yet.