Dr FatimaCreator
@afranakhatooWriting since 7 months
- Posts
- 40
- Followers
- 1.5K
- Following
- 0
- Likes
- 12.5K
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
"I love you But in Urdu we say "Agar hona chahu tera Tum hone dogi kya, Rona chahu tere pass aake Tum rone dogi kya, Chain nahi mile raha ab mujhe kahi pe Tum apne dil mein chain se rehne dogi kya",
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
Fala'n Ayesa Hai, Fala'n Waisa Hai, Aye Insaan Zara Ghaur To Kar, Tu Kaisa Hai...!!
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · QuoteA afranakhatoo Quote
"Ibn-e-adam paanch waqton ki namaz padhi nhi jaati aur nikal padhte ho chaar shaadiyon ki sunnat puri krne...
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
Sara seher dekh liya, Sara seher kafi nhi tha... Jab aapki aankhon me dekha to, Fir kuch aur baki nhi tha..
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
"Khubsurati na surat mein hai na libas mein, nigahein jisey chahe usse haseen kr dein"
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
Arz kiya hai Khud Ko Mayus Na Karna... Fikar Na karna. Hum Kisi Aur Par Nahi Marte. Hum Jante Hai Nemat -E- Mohabbat Isiliye Hum Amanat Main Khayanat Nahi Karte.
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
"Kabhi rishte badal gaye kabhi irade badal gaye, Hum na badle magar unke waade badal gaye, "Mohabbat ke andheron mein patthar pighal gaye, gairon se kya gilah karein Jab apne badal gaye...!
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
chalo milte hai chai par Aur karte hai har woh baat puri Joh reh gai thi us mulakat mein adhoori
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
"Kisi ko chahne ka koi bahana nahi hota Dil lagane se koi dewaana nahi hota... Aashiqi sikhni hai toh humse sikho.... Mohabbat karne ka matlab sirf use pana nahi hota.
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
Har Mulaqat Par Waqt Ka Takaza Huwa, Har Yaad Pe Dil ka Dard Taza Huwa, Suni Thi Sirf Gazlo Mein Judai Ki Baate, Ab Khud Pe Biti Toh Haqiqat Ka Andaza Hua
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
Khamosh chehre par Hazaaro pehre hote hai Hasti aakhon mein bhi Zakhm gehre hote hai.
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
"Zindagi se thodi wafa kijiye, Joh nahi milta use dafa kijiye Har koi nahi hota aap ke kaabil Akele baithkar chai ka maja Lijiye
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
"kya baat hai bade chup chup baithe ho koi baat dil pe lagi hai, ya dil laga baithe ho
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
adhure Chand ko dekh kar faryad toh karta hoga Wo mujhe zyada nhi par yaad toh karta hoga
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
Na Pucho Zamane Se.. Kya Hamari Kahani Hai.. Hamari Pahchan Toh Bas Itni Hai. Ki Hum HINDUSTAANI Hai|
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
Ek tha Raja ek thi Rani Caste Alag thi Amma nahi maani
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
Yeh Khusbhu yeh Hawaa Aapki huyi mausam ki Har Ek Ada Aapki Huyi, Dil Ne Chaha, Kuch Khaas Tohfa Doo aapko chalo aaj se Meri Har Dua Aapki Huyi.
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · QuoteA afranakhatoo Quote
ZINDAGI ME AGR KUCH BHURA HO TOH SABAR RAKHO KYU KI RO KR HASNE KA MAZA HI KUCH OR HOTA HAI!
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
Maloom hai ki khwab jhute hai Or khwahishe adhoori hai. Par zinda rahne ke liye kuch Ghalatfahmiya bhi zaroori hai
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
Akele Hum Hi Shamil Nhi Hai Is Jurmana Mein, Nazre Jab Mili Tab Muskuraye Tum Bhi the
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
Na jaane kaisi nazar thi unki Jabse unki nazar ne iss nazar ko Jiss nazar se tha dekha Tab se iss nazar ne kisi aur nazar ko uss nazar se ek nazar tak na dekha...!!
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
Kyu roo rahe ho muddat se? Kya ishq ho gaya shiddat se? Mujhe tajurba hai tabhi kehta hu, Maut acchi hai mohabbat se..!!
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
Aaj se hum bhi badlenge Andaz - E - Zindagi, Rabta sab se hoga Waasta kisi se nahi.
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · One-linerA afranakhatoo One-liner
If you don't care Chalo phir same here..
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
lsha Ho Aur Sukoon Bhi Ho Arey Sahab Hosh Mai To Ho
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · One-linerA afranakhatoo One-liner
mirror ko kehte hai aaina some people are faker than the products made in china
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
kisi se Na wafa ki ummed kijiye, chai pijiye aur sab ko dafa kijiye...
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
Ek Dil Hai, Ek Jaan Hai Dono lss Duniya se Pareshan hai
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
"Agar kisi ko mujhse Takleef hai toh, Is main tera ghata, Mera kuch nahi jaata'
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
Kyu na badlu mein, tum wohi ho kya ? Chalo mein galat hoon, tum sahi ho kya?
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
Unki Chahat Me Dil Majbur Ho Gya Dard Dena Unka Dastur Ho Gya Kasur Unka Nahi Hamara Hi Tha Humne Chaha Itna Ki Unko Gurur Ho Gaya!!
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
"Saanp berozgaar ho gaye aur insaan katne lage, Kutte kya kare talve ab insaan chatne lage..!!
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
Duniya ke dastoor bhula do, Bas mujhe ek cup chai peela do..
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
Pyaar huwa, lqraar huwa, "I can't live without you wala mazzak huwa"
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
Unhe chahana hamari kamzori hai, Unse keh nahi pana hamari majburi hai, Wo kyun nahi samajhte hamari khamoshi ko, Kya pyaar ka izhaar karna zaruri hai...
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
Arz kiya hai :- Koi pathr se na maare mere deewane ko Bum ka zamana hai uda do sale ko
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
Chalte chalte raaste badal jaate hai, Jab raaste mein baithe kutte nazar aate hai..!!
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
Chadh gaya na bukhar lag gai naa najar jamane ki Kya jarurat thi tumhe aaj itne dino baad nahane ki
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
"mere marne ke baad meri kahani likhana. kaise barbaad hui meri jawani likhna. likhna ki marte waqt bhi deta tha dua tujh ko. haath bahar tha kafan se ye nishani likhna..
Starring @afranakhatoo
Dr FatimaCreator@afranakhatoo · · ShayariA afranakhatoo Shayari
Raahon me unse mulakat ho gayi... Baki kal bataungi, abhi bahut raat ho gayi Good Night.
Starring @afranakhatoo