A sd2979142 Shayari
वो बचपन के दिन भी क्या दिन थे, ना रिश्तों में हिसाब था, ना किसी के प्यार में कोई स्वार्थ का जवाब था..!Starring @sd2979142
Genre
Memorable Moments on Dialogbaaz is a working genre, not a label. Our writers bring the form across thirteen Indian scripts and the registers that come with each — the lyrical Hindi shayari, the long-form English essay, the compressed Tamil couplet that arrives one beat early. The pieces gathered here are the ones readers came back to: the most-read posts of the past month, the creators who keep returning to the form, and the recent submissions worth following. If you are writing your own memorable moments piece, start small. Trust the reader. Edit the third draft harder than the first. The line that survives all three is the one you were looking for. Submissions are open in every supported language; the editor for your bhasha will understand the register.
A sd2979142 Shayari
वो बचपन के दिन भी क्या दिन थे, ना रिश्तों में हिसाब था, ना किसी के प्यार में कोई स्वार्थ का जवाब था..!Starring @sd2979142
A sd2979142 Shayari
Baarish ke paani mein kagaz ki kashti chalayi thi,
Chhoti si jeet par poori gali ko kahaani sunayi thi.
Na haar ka darr tha, na jeet ka koi ghamand,
Mitti se bhare kapdon mein bhi dil rehta tha pasand.
Aaj sab kuch hai, par woh befikri kahin kho gayi,
Bade hone ki zid mein bachpan ki khushi peeche reh gayi. ❤️✨Starring @sd2979142
A sd2979142 Shayari
Ek purani kitaab mein sukha gulaab mila,
Jaise guzre hue kal ka koi jawaab mila.
Kuch lafz dhundhle the, kuch yaadein taaza,
Har panne mein chhupa tha ek kissa puraana.
Ajeeb hai waqt, sab kuch badal deta hai,
Par kuch ehsaas ko wahin chhod deta hai. 🥀Starring @sd2979142
A kumaraurjeet Quote
वो पल छोटे थे, ❤️🩹
पर उनकी यादें बहुत बड़ी हैं। 🥹Starring @kumaraurjeet
A shashi.1547 Shayari
वो साइकिल का सैर सपाटा...और वो चूरन सस्ता अच्छा था...
इस बोझ भरे जीवन से तो...वो स्कूल का बस्ता अच्छा था...
🌺🌺Starring @shashi.1547
A ajeetroyafic Quote
Uttar Pradesh ke us chote se gaon ki mitti aaj bhi meri jaan mein basi haiStarring @ajeetroyafic
A jhaj8672 Quote
"यह बारिश का मौसम, ये पानी की बूंदें और यह कागज़ की कश्ती... दिखने में भले ही कितनी भी सस्ती हो, लेकिन जब ये यादों के दरिया में उतरती है ना, तो दिल के सबसे महंगे जज्बातों को खरीद लेती है।"Starring @jhaj8672
A aa3542411 Quote
“Kisi ki ek pyari si baat poori zindagi yaad reh sakti hai.”Starring @aa3542411
A aa3542411 Quote
“Yaadein wahi haseen hoti hain jinmein apnapan basa ho.”Starring @aa3542411
A afsalalam735 Short Story
Dopahar dhal rahi thi, aur gaon ke us buzurg aam ke ped ki chhaon me poora ghar simat aaya tha. Chatayi par bichhi thi hansi, aur uss par baitha tha apnapan. Pitaji ped se teka lagaye sukoon me the, Mataji ke haathon se nikalti thi meethe ki khushboo aur thande paani ki thandak. Yahi to tha wo pal, jise hum zindagi bhar dhoondte reh jaate hain.Starring @afsalalam735
A d59994935 Shayari
Baat sirf waqt ki hoti toh shayad guzar jaati...
Par kuch log dil par aise nishaan chhod jaate hain, jo umar bhar yaad rehte hain.Starring @d59994935
A aa3542411 Quote
Kisi ke saath hansi hui ek shaam bhi yaad ban jaati hai.Starring @aa3542411

A aa3542411 Shayari
“Kuch mulaqatein yaad nahi, zindagi ban jaati hain.”Starring @aa3542411
A aa3542411 Shayari
Yaadon ki baarish jab bhi hoti hai,
Dil ki khamoshi thodi si roti hai.
Phir chehre par ek muskaan aa jaati hai,
Jab koi purani khoobsurat baat yaad aati hai. 🌙Starring @aa3542411
A aa3542411 Shayari
Kuch yaadein dil mein ghar kar jaati hain,
Khamoshi mein bhi bahut kuch keh jaati hain.
Bhoolne ki koshish karte hain hum jinhe,
Wahi yaadein baar-baar laut aati hain. Starring @aa3542411
A aa3542411 Shayari
Waqt guzar gaya, magar yaadein wahi hain,
Dil badal gaya, magar baatein wahi hain.
Dooriyan chahe kitni bhi badh jaayein,
Dil ke kisi kone mein mulaqatein wahi hain. ❤️Starring @aa3542411
A aa3542411 Shayari
Yaadein bhi ajeeb dastaan sunaati hain,
Kabhi hasaati hain, kabhi aankhein nam kar jaati hain.
Jo pal kabhi dil ke kareeb hua karte the,
Wahi pal aaj dil ko sabse zyada yaad aate hain. 🥀Starring @aa3542411
A aa3542411 Shayari
Yaadon ka kya hai, ye kabhi door nahi jaati,
Khamosh raaton mein aksar laut aati.
Jo pal tere saath guzare the kabhi,
Wahi aaj bhi dil ko muskurahat de jaati. Starring @aa3542411
A sd2979142 Shayari
कुछ लोग कहानी बनकर आते हैं,
कुछ याद बनकर रह जाते हैं… ✨
और कुछ ऐसे होते हैं,
जिन्हें भूलना चाहो भी तो
दिल इजाज़त नहीं देता। 🥀Starring @sd2979142
A sd2979142 Shayari
कुछ रिश्ते ख़ामोशी में भी बोलते हैं, बातें रुक जाती हैं पर यादें नहीं। वक़्त सब कुछ बदल देता है, मगर दिल में बसे लोग वहीं ठहरे रहते हैं। ❤️✨Starring @sd2979142