DDeepak Kumar@d59994935CreatorFollowBaat sirf waqt ki hoti toh shayad guzar jaati... Par kuch log dil par aise nishaan chhod jaate hain, jo umar bhar yaad rehte hain.Memorable momentsHindi601See who reacted (60)RelatedView allSSurjeet Kumar@kumaraurjeetCreatorवो पल छोटे थे, ❤️🩹 पर उनकी यादें बहुत बड़ी हैं। 🥹3d ago156SSonu@shashi.1547Maestroवो साइकिल का सैर सपाटा...और वो चूरन सस्ता अच्छा था... इस बोझ भरे जीवन से तो...वो स्कूल का बस्ता अच्छा था... 🌺🌺9/24/2026392JJayanti Jha@jhaj8672Creator"यह बारिश का मौसम, ये पानी की बूंदें और यह कागज़ की कश्ती... दिखने में भले ही कितनी भी सस्ती हो, लेकिन जब ये यादों के दरिया में उतरती है ना, तो दिल के सबसे महंगे जज्बातों को खरीद लेती है।"9/5/202695AAdnan Ansari@aa3542411Creator “Yaadein wahi haseen hoti hain jinmein apnapan basa ho.”8/22/202680AAli Alam@afsalalam735Dopahar dhal rahi thi, aur gaon ke us buzurg aam ke ped ki chhaon me poora ghar simat aaya tha. Chatayi par bichhi thi hansi, aur uss par baitha tha apnapan. Pitaji ped se teka lagaye sukoon me the, Mataji ke haathon se nikalti thi meethe ki khushboo aur thande paani ki thandak. Yahi to tha wo pal, jise hum zindagi bhar dhoondte reh jaate hain.8/22/2026198AAdnan Ansari@aa3542411CreatorYaadon ki baarish jab bhi hoti hai, Dil ki khamoshi thodi si roti hai. Phir chehre par ek muskaan aa jaati hai, Jab koi purani khoobsurat baat yaad aati hai. 🌙8/9/202648AAdnan Ansari@aa3542411CreatorKuch yaadein dil mein ghar kar jaati hain, Khamoshi mein bhi bahut kuch keh jaati hain. Bhoolne ki koshish karte hain hum jinhe, Wahi yaadein baar-baar laut aati hain. 8/9/202643AAdnan Ansari@aa3542411CreatorWaqt guzar gaya, magar yaadein wahi hain, Dil badal gaya, magar baatein wahi hain. Dooriyan chahe kitni bhi badh jaayein, Dil ke kisi kone mein mulaqatein wahi hain. ❤️8/9/202620CommentsPostNo comments yet.