SSofiya..... princess@sd2979142MaestroFollow कुछ लोग कहानी बनकर आते हैं, कुछ याद बनकर रह जाते हैं… ✨ और कुछ ऐसे होते हैं, जिन्हें भूलना चाहो भी तो दिल इजाज़त नहीं देता। 🥀Memorable momentsHindi81See who reacted (81)RelatedView allAAdnan Ansari@aa3542411Creator “Yaadein wahi haseen hoti hain jinmein apnapan basa ho.”8/22/202680AAli Alam@afsalalam735Dopahar dhal rahi thi, aur gaon ke us buzurg aam ke ped ki chhaon me poora ghar simat aaya tha. Chatayi par bichhi thi hansi, aur uss par baitha tha apnapan. Pitaji ped se teka lagaye sukoon me the, Mataji ke haathon se nikalti thi meethe ki khushboo aur thande paani ki thandak. Yahi to tha wo pal, jise hum zindagi bhar dhoondte reh jaate hain.8/22/2026198DDeepak Kumar@d59994935AawazBaat sirf waqt ki hoti toh shayad guzar jaati... Par kuch log dil par aise nishaan chhod jaate hain, jo umar bhar yaad rehte hain.8/11/2026601AAdnan Ansari@aa3542411CreatorYaadon ki baarish jab bhi hoti hai, Dil ki khamoshi thodi si roti hai. Phir chehre par ek muskaan aa jaati hai, Jab koi purani khoobsurat baat yaad aati hai. 🌙8/9/202648AAdnan Ansari@aa3542411CreatorKuch yaadein dil mein ghar kar jaati hain, Khamoshi mein bhi bahut kuch keh jaati hain. Bhoolne ki koshish karte hain hum jinhe, Wahi yaadein baar-baar laut aati hain. 8/9/202643AAdnan Ansari@aa3542411CreatorWaqt guzar gaya, magar yaadein wahi hain, Dil badal gaya, magar baatein wahi hain. Dooriyan chahe kitni bhi badh jaayein, Dil ke kisi kone mein mulaqatein wahi hain. ❤️8/9/202620AAdnan Ansari@aa3542411CreatorYaadein bhi ajeeb dastaan sunaati hain, Kabhi hasaati hain, kabhi aankhein nam kar jaati hain. Jo pal kabhi dil ke kareeb hua karte the, Wahi pal aaj dil ko sabse zyada yaad aate hain. 🥀8/9/202640AAdnan Ansari@aa3542411CreatorYaadon ka kya hai, ye kabhi door nahi jaati, Khamosh raaton mein aksar laut aati. Jo pal tere saath guzare the kabhi, Wahi aaj bhi dil ko muskurahat de jaati. 8/9/202656CommentsPostNo comments yet.