AAdnan Ansari@aa3542411CreatorFollow “Yaadein wahi haseen hoti hain jinmein apnapan basa ho.”Memorable momentsHindi80See who reacted (80)RelatedView allSSofiya..... princess@sd2979142DialogbaazBaarish ke paani mein kagaz ki kashti chalayi thi, Chhoti si jeet par poori gali ko kahaani sunayi thi. Na haar ka darr tha, na jeet ka koi ghamand, Mitti se bhare kapdon mein bhi dil rehta tha pasand. Aaj sab kuch hai, par woh befikri kahin kho gayi, Bade hone ki zid mein bachpan ki khushi peeche reh gayi. ❤️✨10/23/2026264SSofiya..... princess@sd2979142DialogbaazEk purani kitaab mein sukha gulaab mila, Jaise guzre hue kal ka koi jawaab mila. Kuch lafz dhundhle the, kuch yaadein taaza, Har panne mein chhupa tha ek kissa puraana. Ajeeb hai waqt, sab kuch badal deta hai, Par kuch ehsaas ko wahin chhod deta hai. 🥀10/23/2026305SSurjeet Kumar@kumaraurjeetMaestroवो पल छोटे थे, ❤️🩹 पर उनकी यादें बहुत बड़ी हैं। 🥹10/8/2026156SSonu@shashi.1547Maestroवो साइकिल का सैर सपाटा...और वो चूरन सस्ता अच्छा था... इस बोझ भरे जीवन से तो...वो स्कूल का बस्ता अच्छा था... 🌺🌺9/24/2026392JJayanti Jha@jhaj8672Creator"यह बारिश का मौसम, ये पानी की बूंदें और यह कागज़ की कश्ती... दिखने में भले ही कितनी भी सस्ती हो, लेकिन जब ये यादों के दरिया में उतरती है ना, तो दिल के सबसे महंगे जज्बातों को खरीद लेती है।"9/5/202695AAli Alam@afsalalam735Dopahar dhal rahi thi, aur gaon ke us buzurg aam ke ped ki chhaon me poora ghar simat aaya tha. Chatayi par bichhi thi hansi, aur uss par baitha tha apnapan. Pitaji ped se teka lagaye sukoon me the, Mataji ke haathon se nikalti thi meethe ki khushboo aur thande paani ki thandak. Yahi to tha wo pal, jise hum zindagi bhar dhoondte reh jaate hain.8/22/2026198DDeepak Kumar@d59994935CreatorBaat sirf waqt ki hoti toh shayad guzar jaati... Par kuch log dil par aise nishaan chhod jaate hain, jo umar bhar yaad rehte hain.8/11/2026601AAdnan Ansari@aa3542411CreatorYaadon ki baarish jab bhi hoti hai, Dil ki khamoshi thodi si roti hai. Phir chehre par ek muskaan aa jaati hai, Jab koi purani khoobsurat baat yaad aati hai. 🌙8/9/202648CommentsPostNo comments yet.