S
Sofiya..... princess@sd2979142Dialogbaaz
Ek purani kitaab mein sukha gulaab mila,
Jaise guzre hue kal ka koi jawaab mila.
Kuch lafz dhundhle the, kuch yaadein taaza,
Har panne mein chhupa tha ek kissa puraana.
Ajeeb hai waqt, sab kuch badal deta hai,
Par kuch ehsaas ko wahin chhod deta hai. 🥀Related
View allComments
No comments yet.