Taniya Sharma
@taniyasharmaWriting since 16 months
- Posts
- 6
- Followers
- 2
- Following
- 1
- Likes
- 25
dCoins199
A taniyasharma Shayari
Tujhe chahte hai be inteha pr chahna nahi aata❤️?? Ye kesi mohabbat hai ki hume kehna nhi aata.???❤️ Zindagi mein aa jao hamari zindagi ban ker,??❤️ Ke tere bin humein zinda rehna nahi aata.??❤️ Har pal tujhe bs tujhe duaon mein mangte hai??❤️ Kya kre k tumhare siwa kuch mangna nhi aata.??❤️
Starring @taniyasharma
A taniyasharma Quote
Apni nazar me meri nigaah phir kyon dhoondhte ho.. Apni tanhai me meri kami kyon mehsoos karte ho.. Apne ahsaason me meri chhuuan kyon talashtey ho.. Apne lafzon se aksar yeh faasley kyon taye karte ho ` Khwabon mein aate ho TUM yaadon mein aate ho TUM jahan mein jau jahan mein dekhu mujhe nazar aate ho TUM ` Aankhon me rahne walo ko yaad nahi karte, Dil me rehne walo ki baat nahi karte, Hamari to ruh me bus gaye hain aap, Tabhi to hum milne ki fariyaad nahi karte ` Kuch nasha teri baat ka hai Kuch nasha dhimi barsaat ka hai Hum to kabse nashe me dub jaane ko tayyar hai Intezar to sirf aapki m
Starring @taniyasharma
A taniyasharma Tagline
Mere liye meri duniya ho tum, Chhu kr jo guzri wo hawa ho tum Maine jo maangi wo dua ho tum, Mere chehre ki kashish ho tum, Mere sitaron ki chamak ho tum Meri zindagi ka karaar ho tum, Bs or kuch nhi mera sara jaha ho tum
Starring @taniyasharma
A taniyasharma Punchline
????तुझपे ??मेरी है ?दावेदारियां ????तुझसे है ❤दिल की ?साझेदारियां ????तेरे ?बिन ☺सांसें लूं तो जी ✖ना सकूं ☹अब ??तू ही ?बता ❔क्या ??मैं करूं...❔ ??Girl ✋?I ?Need ??You ☺Never Leave???? You ....?
Starring @taniyasharma
A taniyasharma Shayari
रोती हुई आँखो मे इंतेज़ार होता है, ना चाहते हुए भी प्यार होता है, क्यू देखते है हम वो सपने, जिनके टूटने पर भी उनके सच होने का इंतेज़ार होता है?…..
Starring @taniyasharma
A taniyasharma Tagline
Unke Bewafai Par Wafa Hum Karenge Yaad Ko Unki Dil Se Juda Hum Karenge Itna Chaha Phir Bhi Yakeen Nahin Aise Zindagi Jee Kar Kya Karenge ` Mere Jineke Liye Tera Armaan Hi Kafi Hai . Dil Ke Kalam Se Likhi Ye ! Dastaan Hi Kafi Hai. Tir-E-Talwaar Ki Tujhe Kya Zaroorat-E-Nazneen, Qatl Karne Ke Liye Teri Muskaan hi Kafi Hai ` Ittefaq se hum mile, Ittefaq se aap hume pasand aaye, Ittefaq se hum dost bane, Humari dosti ab ittefaq nahi, Zindagi ki khoobsurat hakikat hai. ` Yun durr reh! kar duriyon ko badaya nahi karte, Apne deewano ko sataya nahi karte, Har waqt bas jise tumhara khyal ho, Usey apni a
Starring @taniyasharma