Quotetaniyasharma presents
Apni nazar me meri nigaah phir kyon dhoondhte ho..
Apni tanhai me meri kami kyon mehsoos karte ho..
Apne ahsaason me meri chhuuan kyon talashtey ho..
Apne lafzon se aksar yeh faasley kyon taye karte ho
`
Khwabon mein aate ho TUM
yaadon mein aate ho TUM
jahan mein jau jahan mein dekhu
mujhe nazar aate ho TUM
`
Aankhon me rahne walo ko yaad nahi karte,
Dil me rehne walo ki baat nahi karte,
Hamari to ruh me bus gaye hain aap,
Tabhi to hum milne ki fariyaad nahi karte
`
Kuch nasha teri baat ka hai
Kuch nasha dhimi barsaat ka hai
Hum to kabse nashe me dub jaane ko tayyar hai
Intezar to sirf aapki mA Quote by Taniya Sharma
@taniyasharma ·
Related
View allTabbu KhanCreator
@tkhan242642 · · One-liner
A tkhan242642 One-liner
Kisi ko hans kar dekhna alag baat hai, kisi ki wajah se hansna alag kahani haiStarring @tkhan242642
Sofiya..... princessDialogbaaz
@sd2979142 · · Shayari
A sd2979142 Shayari
Har rang ki apni ek alag kahaani hoti hai,
Kisi mein khushi, toh kisi mein hairaani hoti hai.
Zindagi ko sirf kaale-safed mein mat dekhna,
Har galti mein bhi ek seekh purani hoti hai.
Jo apne hisse ke rang khud bharna seekh jaate hain,
Wahi toh berang lamhon mein bhi khushi dhoondh laate hain. ✨Starring @sd2979142
junaid khanMaestro
@jk800231 · · One-liner
A jk800231 One-liner
Life mein kabhi kabhi koi bina reason ke apna sa feel hone lagta haiStarring @jk800231
junaid khanMaestro
@jk800231 · · Quote
A jk800231 Quote
Zindagi ka akhari safar wahi hai, jahan har rishta peeche chhoot jata hai aur sirf yaadein saath chalti hainStarring @jk800231
junaid khanMaestro
@jk800231 · · Quote
A jk800231 Quote
Jo saath chalein wahi apne, baaki sab bas follow karte reh jaate hainStarring @jk800231
Tabbu KhanCreator
@tkhan242642 · · Quote
A tkhan242642 Quote
duniya ek canvas hai aur usme baste log uski sabse khoobsurat kala hainStarring @tkhan242642
Tabbu KhanCreator
@tkhan242642 · · Quote
A tkhan242642 Quote
Suno ji, zindagi bhi ganit hai, kabhi one two ka four, kabhi four two ka one 🎶Starring @tkhan242642
A khangalib569 Short Story
Kisan ki kahani Ladka aur ladki ki Garib rahte hain Ladka Chhote se Gaon Mein video Banakar bhejoStarring @khangalib569
0 comments
No comments yet.