team_of_13 presents

....CONTINUE... ANSULAJI DILO KI BANDISH HAI PYAAR... KABHI YADOON MAIN WAQT AISE THAR JATA HAI KE NA DIN KA NA RAAT KA PATA CHALTA HAIN.... TOH KABHI JAGTE HUA BHI NIND KA AHESHASH HOTA HAN... TOH KABHI NIND MAIN JAGTE HUA KA AHESHASH HOTA HAIN.... YEH ANSULAJI DILO KI BANDISH AISI HAIN KE KUDKO HI KUD KA HOSH UDA DETA HAI YEH PYAAR... NEXT LINE CONTINUE....WAIT... HAVE A NICE NICE NIGHT AHEAD AND HAVE SWEET DREAMS... LOVE U ALL FROM.... BOTTOM OF MY ❤️❤️❤️......TEAM_OF_13

By team_of_13

team_of_13Creator
@team_of_13 ·
Sponsored

Related

View all
@sd2979142 ·

A Dialogbaaz line

Sabke saamne mazboot ban kar rehti hai, par kabhi-kabhi chhoti si baat bhi uske dil ko chhoo jaati hai. Gussa jaldi aa jaata hai, magar aankhon mein aansu bhi chupke se aa jaate hain. Har kisi ki fikr karti hai, sabko sambhaal leti hai, par apni pareshaniyan aksar khud mein hi chhupa leti hai. Ziddi hai, apni baat par ad jaati hai, par dil se bahut naram hai. Khush dikhti hai sabke liye, lekin kabhi-kabhi bina wajah bhi khud se hi ladti rehti hai. Use bhi bas itna sa pyaar chahiye koi uski khamoshi samjhe, use bina kahe gale laga le, aur kahe... "Tum bhi thak sakti ho."

Starring @sd2979142

@suruchishrin ·

A Dialogbaaz line

#EK NEK SALAHA# #YADI BHOOLVAS GALAT RAAH PAR CHAL PADE #TO JIS SAMAY YE #EHSAAS HOTA HAI USI PAL US GALAT RAAH PAR AUR #AAGE BADHNA THEEK NA HOTA HAI KYONKI HUME #HUMARI ANTAR AATMA HUMARE HAR PAL SATH HOTI HAI AUR JAB USE LAGTA HAI KI AB MUJHE ISE SACHET KARNE KI #JAROORAT HAI USI PAL #SATH NIBHATE HUYE SACHET KARTI HAI BAS YE HUMARE UPAR HAI KI HUM #DUNIYA KI SUNTE SUNTE APNI ANTAR AATMA KI SUN KE #SAMAJHTE HAI YA ANDEKHA KAR DETE HAI# #EK SACHCHAI HUMARI ANTAR AATMA SE JYADA #BEHTAR HUME NA TO KOI #SAMJHTA HAI AUR NA HI #PARWAH KAR SAKTA HAI# ☺️

Starring @suruchishrin

@sd2979142 ·

A Dialogbaaz line

Abh rah dekhenge teri Chahe zamane lag jaye Dil aj rota hain tabh bhi royega Chahe ansu sukh jaye. Badhta jaaye Jo faasla tujhse Meri Yeh ratein aur lambi hone lagi Mere rooh ka tu ek sitara tha naseebo k badal jiski roshni churane lagi. Tere sath bitaayen pal abh lage jayse koi sapna tere jaane k bad nahi banaya kisiko apna. Than li hain ki ishi tanhai mein jiyunga yeh zindagi Chahe kuch bhi ho jaye nahi chodunga teri bandagi.💔

Starring @sd2979142

@sd2979142 ·

A Dialogbaaz line

Kuch safar aise hote hain, jinmein humsafar nahi milte, 🥀 Bas kuch yaadein milti hain, jo kabhi dil se nahi nikalte. 🌙 Hum har mod par khud ko thoda badalte chale gaye, Kuch khwaab chhod aaye, kuch naye bunte chale gaye. 🖤 Ab kisi se shikayat nahi, na kisi se koi sawaal hai, Jo mila, woh ek kahaani; jo na mila, woh ek khayaal hai. ✨ Zindagi ne sab kuch nahi diya, magar samajhna bahut kuch sikha diya. 🥀

Starring @sd2979142

0 comments

No comments yet.