Shayariraimal087 presents
Main likhta raha khuda, wo padhte rahe juda, ek nukte ne mujhe mehram se mujrim bana diya 💔A Shayari by Raimal Raimal
Raimal RaimalCreator
@raimal087 ·
Related
View alljunaid khanMaestro
@jk800231 · · Quote
A jk800231 Quote
Yeh dil na jaane kyun raat bhar jagata hai, aankhon ko neend se door bitha deta hai, pagal hai yeh dil, deewana hai yeh dilStarring @jk800231
junaid khanMaestro
@jk800231 · · Shayari
A jk800231 Shayari
Chaha tha teri panaahon mein kho jaana, chaha tha ek din bas tera ho jaana, par waqt ne itna bhi mauka na diya, ke dil ki baat tujhe keh paata 🥀Starring @jk800231
junaid khanMaestro
@jk800231 · · Shayari
A jk800231 Shayari
wo galiyan sunsan ho gayi mere jaane ke baad, jahan se guzre hue ek arsa beet gayaStarring @jk800231
junaid khanMaestro
@jk800231 · · Shayari
A jk800231 Shayari
Har sip mein tera zikr, har cup mein teri yaad ☕Starring @jk800231
Sofiya..... princessDialogbaaz
@sd2979142 · · Shayari
A sd2979142 Shayari
Har baar kisi ko rokna zaroori nahi hota,
Kabhi kabhi jaane dena bhi zaroori hota hai.
Jo tumhara hai, woh wajah dhoond lega lautne ki,
Jo nahi hai, woh bahane dhoond lega jaane ke.
Dil ko bas itna samjha lena,
Har bichhadna haar nahi hota. 🖤✨Starring @sd2979142
junaid khanMaestro
@jk800231 · · Shayari
A jk800231 Shayari
Duniya ka sabse dardnaak ehsaas hai unke liye tarasna jo tumhe apna kabhi samajhte hi nahi the.Starring @jk800231
junaid khanMaestro
@jk800231 · · One-liner
A jk800231 One-liner
Woh chali gayi, aur apne saath meri neend, meri hansi, aur mera sukoon le gayiStarring @jk800231
junaid khanMaestro
@jk800231 · · Quote
A jk800231 Quote
har raat ek nayi kahani hai, aur har yaad ek adhoori nishani haiStarring @jk800231
0 comments
No comments yet.