S
Sofiya..... princess@sd2979142Maestro
Har baar kisi ko rokna zaroori nahi hota, Kabhi kabhi jaane dena bhi zaroori hota hai. Jo tumhara hai, woh wajah dhoond lega lautne ki, Jo nahi hai, woh bahane dhoond lega jaane ke. Dil ko bas itna samjha lena, Har bichhadna haar nahi hota. 🖤✨

Related

View all

Comments

No comments yet.