TTabbu Khan@tkhan242642CreatorFollowKisi ko hans kar dekhna alag baat hai, kisi ki wajah se hansna alag kahani haiLifeHinglish341See who reacted (341)RelatedView allSSofiya..... princess@sd2979142DialogbaazHar rang ki apni ek alag kahaani hoti hai, Kisi mein khushi, toh kisi mein hairaani hoti hai. Zindagi ko sirf kaale-safed mein mat dekhna, Har galti mein bhi ek seekh purani hoti hai. Jo apne hisse ke rang khud bharna seekh jaate hain, Wahi toh berang lamhon mein bhi khushi dhoondh laate hain. ✨10/12/2026270Jjunaid khan@jk800231MaestroLife mein kabhi kabhi koi bina reason ke apna sa feel hone lagta hai10/9/2026259Jjunaid khan@jk800231MaestroZindagi ka akhari safar wahi hai, jahan har rishta peeche chhoot jata hai aur sirf yaadein saath chalti hain9/25/2026192Jjunaid khan@jk800231MaestroJo saath chalein wahi apne, baaki sab bas follow karte reh jaate hain9/11/2026237TTabbu Khan@tkhan242642Creatorduniya ek canvas hai aur usme baste log uski sabse khoobsurat kala hain9/9/202642TTabbu Khan@tkhan242642CreatorSuno ji, zindagi bhi ganit hai, kabhi one two ka four, kabhi four two ka one 🎶9/5/2026224GGalib Khan@khangalib569Kisan ki kahani Ladka aur ladki ki Garib rahte hain Ladka Chhote se Gaon Mein video Banakar bhejo9/5/202685TTabbu Khan@tkhan242642CreatorKuch log safai se chidhte hain, par sannaata bhi wahi maangte hain, safed rang unhe pasand nahi, magar wahi kambakht jism ki aakhri manzil banta hai8/31/2026122CommentsPostNo comments yet.