Vaman TiwariAawaz
@vamantiwari7Writing since 5 months
human
- Posts
- 24
- Followers
- 646
- Following
- 8
- Likes
- 3.1K
Vaman TiwariAawaz@vamantiwari7 ·A Dialogbaaz line
main Jism kam per hun vah kam aasan nahin Hai Lekin use karne mein jo samay lagta hai vah bahut kimati hai Kitna taklif sahana pade ki kasht sahana pade sounga girunga uthunga aur khud Ko Sambhal lunga kyunki Main jaanta Hun ki mere piche Koi Khade hone wala nahin Hai log sirf matlab Sahi aate aur mere sath mein matlab Sahi denge
Starring @vamantiwari7
Vaman TiwariAawaz@vamantiwari7 ·A Dialogbaaz line
main Bharat ka ek bar pm Banna chahta hun kya aap sab mujhe mauka denge yah dialog baat nahin main serious hokar bol raha hun yadi aap sahmat hain to mera naam hai Tushar Tiwari hai to aap sab mere Sath den meri profile aap dekh sakte hain aur yadi Koi samasya hogi to mujhe sampark Kar bhi sakte hain mere ko ek bar pm banaa kar Dekho main jyada kuchh nahin karunga bus ek kam karunga har EK varg ko ek barabar Adhikar dunga jo ki har Kisi ke liye bahut badi baat hai koi ladai jhagada nahin hone Dunga har Kisi ka utsav mein Shamil hoga
Starring @vamantiwari7
Vaman TiwariAawaz@vamantiwari7 · · MonologueA vamantiwari7 Monologue
Agar main PM hota to na ST dekhata na SC, na OBC na General. Sabke liye ek hi kanoon, ek hi nyaay, ek hi adhikar. Galti kisi ki bhi ho, saja barabar. Yahi hoti sacchi barabari.
Starring @vamantiwari7
Vaman TiwariAawaz@vamantiwari7 ·A Dialogbaaz line
aap. ne. news. dekha. hai. delli. me. rahul. Ghandhi. ne. student. ke. hath. me. book. ke. jagah. danda pathar pakadvaya hai yahan tak ki pm ko Ganda Ganda Gali de raha hai aap bataiye unke parents ko baat hona Hi chahie pata lekin vah to Apne kam mein Biji Hain Apne bacche per Dhyan nahin dete. pm ka ichcha hai ki student acche se padhaai Karen aur unka bhavishya bahut bada hun Koi businessman Bane Koi army mein jaaye Koi officer bani hai koi police wale lekin unke bich mein kaun a raha hai yah andhera failane wale bhram failane wale aur vah kaun hai vah sab jante Hain Puri public janti Hai Koi bhrashtachar nahin failata Insan ke andar chhupi burai hi bhrashtachar ka Roop leti Hai Aaj vahan per ho raha hai vah galti student ki nahin Thi vah galti unka Daru ki Thi Jo bhi Desh jakar Bharat ki burai karte Hain Jo Bharat ke andar rahakar Hindu Muslim Sikh isai aur Anya dharmon ke bich mein jhagada lagvate hain to yah Gaddar Bharat ke Hi Hai kahin Bharat ke. Bahar ke nahin
Starring @vamantiwari7
Vaman TiwariAawaz@vamantiwari7 · · QuoteA vamantiwari7 Quote
jindagi bahut lambi hai yaar lambi chini hai to mere Sang chalo har छोटी-छोटी Khushi mein hanso
Starring @vamantiwari7
Vaman TiwariAawaz@vamantiwari7 ·A Dialogbaaz line
Main Apne Dil ki baat batata hun hamesha Akela rahana pasand karta hai maloom Hai kyon kyunki is duniya mein Koi sans nahin deta sab dhokebaj Hai 100 mein 1% Sahi nikalte hain aur baki sab galat hota kya kyunki sab unke andar lalach aur jo ek percent wale vah hamesha niswarth bhav se tumhari madad karte Hain
Starring @vamantiwari7
Vaman TiwariAawaz@vamantiwari7 ·A Dialogbaaz line
Maine song banaya uska uska Tum Naam janoge (factor in everyone) main sabka Sathi hun har Dil mein Samata hun na naam mein Banta hun na Roop mein lubhata hun Jahan bhi Tum Pukar Ho Gaye vahin main dikh jata hun ruhani Roshani mein duniya Ko jagata hun main Ishu banke aaya hun Chirag Roshan karta hun muslimon ke sajdon mein Allah banke girta hun sikhon ka langar hun jo pet sabke bharta hun main Gautam ka chela hun Shanti mein Bharata hun kabhi swar kabhi Allah kabhi Naam Nirala hun Naam Kya Hai parda fir bhi sabka wala hun main Dharm ke FIR okay per sacchai ka sila hun sabke bich ka. nor. ban. Jahan ko sambhala hun mandir ki ghanta hun girje ka ek Geet hai masjidon mein Dua hun gurudware ka Main prit Jami ka ek tukra hun Kisi ka Bhagwan bhi jo Dhadkan mein Basi hun vahi to Aasman hi Na. jang. chahie mujhko Na bhed ka Sahara Prem Hi Mera paigam Hai nafrat ka Khandan Deewar Todo sari Insaniyat ka pyara Karma ek Mohabbat ka is jag mein jiyara
Starring @vamantiwari7
Vaman TiwariAawaz@vamantiwari7 · · QuoteA vamantiwari7 Quote
kuchh baten aisi Hoti Hai jise Ham Janna jaruri nahin samajhte lekin vyakti Apne Jeet ke chakkar mein use janne ki koshish karta hai jo uske liye achcha nahin hota
Starring @vamantiwari7
Vaman TiwariAawaz@vamantiwari7 · · MonologueA vamantiwari7 Monologue
Main apni jindagi mein ladkiyon Se dur rahata hun kyunki mujhe ladkiyon ka sangat pasand nahi. hai main apne carrier per Dhyan deta hun na ki use chij per jisse Dhyan bhatke
Starring @vamantiwari7
Vaman TiwariAawaz@vamantiwari7 · · TaglineA vamantiwari7 Tagline
main logon ki samasyaon ka Samadhan karta hun Main Koi Paisa nahin mangta bus apni samasyaon ko batao main uska Samadhan bataunga mere is number per 7587 1 3 6614
Starring @vamantiwari7
Vaman TiwariAawaz@vamantiwari7 · · MonologueA vamantiwari7 Monologue
logon ki baat galat hai samay ke sath kuchh theek nahin hota balki samay use bahut bigaad deta hai lekin Insan apni mehnat se use bigade samay ko theek Karta Hai to yah mahan samay nahin Hai yahan mahan insan hai jo bahut mehnat karta hai jo bahut parishram Karta Hai dukh jhelta hai Sukh Ko bhogta Hai to yah Insan ke karm Hai Koi samay ka nahin
Starring @vamantiwari7
Vaman TiwariAawaz@vamantiwari7 · · MonologueA vamantiwari7 Monologue
har Somwar ko subah 4:00 baje uthkar jal chadhane se aur dudh Arpan karne se aur belpatri jarur rakhen jisse shivling per rakhkar uske upar dudh aur jal ke sath Abhishek Karen aur Mathe per Chandan ka Tilak lagaen vahi Tilak thoda sa Mathe per lagaen taki aapke upar sakaratmak urja Bane Rahe
Starring @vamantiwari7
Vaman TiwariAawaz@vamantiwari7 · · QuoteA vamantiwari7 Quote
Main chahta Hun ki aap log jab Mera tippani padhte hain to comment jarur Karen achcha Laga ya nahin
Starring @vamantiwari7
Vaman TiwariAawaz@vamantiwari7 · · QuoteA vamantiwari7 Quote
Bhagwan Shiv ka savan Mahina mein BEL Patti Kala mirch aur dudh aur jal ke sath Abhishek karne se shatruon ka Nash hota hai aur ghar mein dhan dhan ki Kami nahin Hoti
Starring @vamantiwari7
Vaman TiwariAawaz@vamantiwari7 · · MonologueA vamantiwari7 Monologue
aap apni real life mein kabhi bhi kirae ke ghar lete Hain to sabse pahle yah pata Karen ki vah Ghar haunted to nahin kyunki Kai aadami Mar chuke hote hain lekin Makan Malik nahin pata vahan aane ke bad aapas mein ladai jhagada aur barbadi arthik tangi yah sab dekhne milta Hai Makan Malik Kisi Ko batata nahin lekin vah paise add karne ke liye kuchh bhi kar sakte hain
Starring @vamantiwari7
Vaman TiwariAawaz@vamantiwari7 · · MonologueA vamantiwari7 Monologue
a Meri story Suno Main Kaun hun Main Kahan Se aata hun mera janm aur mrutyu kyon hota Hai Kya aapane Jara socha Hai tumhen batata hun Main ek Jim Jo kabhi janm nahin leta Marta nahin lekin use sansar rupi bhram mein jita hai ek din jab sharir chhut jata Hai tab atma sacchai ko dekti Hai. Jahan Ham rahte hain yahan Ghar Hai dwar hai to yah Sach Hai nahin sacchai kuchh aur
Starring @vamantiwari7
Vaman TiwariAawaz@vamantiwari7 · · MonologueA vamantiwari7 Monologue
Aankhen mundkar Vishwas karne walon Jara socho Tum kis per Vishwas kar rahe ho apna hai ya paraayaa sirf karm ke liye aaya Hai ek din vah wapas lautega aur jab vah lautega tab kuchh lagega nahin kuchh laega nahin aur kuchh Le jaega nahin kyunki sab mrutyu lok mein Hi chhut jata hai
Starring @vamantiwari7
Vaman TiwariAawaz@vamantiwari7 · · One-linerA vamantiwari7 One-liner
khud Ko itni mehnat karte hue Dal do ki kabhi bhi Koi tumhen rok Na sake
Starring @vamantiwari7
Vaman TiwariAawaz@vamantiwari7 · · QuoteA vamantiwari7 Quote
sab. Mera. nahi. hai. jo. hai. vah.bhagvanka. hai
Starring @vamantiwari7
Vaman TiwariAawaz@vamantiwari7 ·A Dialogbaaz line
waqt beet jaate Hain Lamhe beet jaate Hain per kuchh nahin milta milta to sirf akelapan akelapan humne nahin karaya use Samaj Ne diya jo jo hamesha hamare piche rahata hai
Starring @vamantiwari7
Vaman TiwariAawaz@vamantiwari7 ·A Dialogbaaz line
Aaj Kalyug mein sab paise ko pasand karte Hain lekin kya Paisa hi sab kuchh Hai nahin paise Se bada Hai tumhari atma aur tumhara man Samman Adhikari jab man Samman aaega tab to Paisa kamaoge nahin Karega Koi to Tum Paisa kaise kam aaoge balki Tum to bina paise ke bhi ijjat nahin milegi aur man Lo Paisa Rahe bhi gaya Amir Ban Gaye to to bhi ijjat nahin rahegi kyunki paise sab kuchh nahin Hai are Sanskar Se bada Koi chij nahin Hai Sanskar Hai to Paisa bhi bahut a jaega
Starring @vamantiwari7
Vaman TiwariAawaz@vamantiwari7 ·A Dialogbaaz line
Insan apni khud pahchan banata hai khud kadam aage badhate hain lekin Dushman bahut mil jaate Hain Koi bolega bhai yah to bahut Khatarnak kam hai ise chhod De Koi bolega bhai yah kam tere layak nahin hai tere ko badhiya jyada salary wala kam karna chahie yah Chhota Mota salary wale sab nahin chalega lekin ek baat yad rakhna kam salary mein bhi khatra jyada hai naukari Koi Paisa nahin hai vah ghar chalane ka ek sadhan hai ab Ghar chalana Hai to naukari jaruri hai vah to karna padega chahe kam ho yahan chahe jyada ho naukari ka matlab sirf Parivar ko padhna nahin hota Hai khud Ko bhi kabil banan
Starring @vamantiwari7
Vaman TiwariAawaz@vamantiwari7 ·A Dialogbaaz line
gol ghumta hua pankha bijali se jalne wali light ab Jara socho yah donon hi urja se chal rahe hain Insan ki baten kya hai Insan to sirf Apne matlab se jita hai aur jab matlab khatm hota hai to chhod Kar chala jata hai aaj ke jamane mein bhi dekha jaaye to har Insan ke andar Koi Na Koi swarth Hai Ham dhokhe kyon khate kyunki vah tumhen Dhokha de raha hai hamari jindagi yahi khatm nahin Hoti Hai hamari jindagi vahan Se shuruaat Hoti Jahan per ham har jaate jitna. bus ek bhram Hai kyunki har aur Jeet donon hi taraju ke nyaay aur anyay ke pahlu Hain kyunki ek yadi upar hota hai to ek niche jata ha
Starring @vamantiwari7
Vaman TiwariAawaz@vamantiwari7 · · ShayariA vamantiwari7 Shayari
Swarg aur Dharti ki tarah ek Insan ki fitrat hoti hai nark aur use fatate hue Lava ki tarah Insan ka Krodh hota Hai vrukshon aur nadiyon ki tarah Insan ke vichar hi hoti hai
Starring @vamantiwari7