Shasi
@shasikumardeWriting since 16 months
- Posts
- 11
- Followers
- 1
- Following
- 0
- Likes
- 40
dCoins168
A shasikumarde One-liner
cigaret pina secret Bina khane ka Rang Hai Fir Bhi log usse Pita Hai style ke liye kar sakte hain.
Starring @shasikumarde
A shasikumarde One-liner
आजकल सच्चे प्यार की कीमत कहाँ जोलियों में, दिल वाले रोते रह जाते हैं जेब वाले सोने की चाभी ले आते हैं
Starring @shasikumarde
A shasikumarde One-liner
Zamana badal gaya hai dost ab toh khoobsurti bhi paison ke aage fail hai
Starring @shasikumarde
A shasikumarde Monologue
Sabki khwahish hoti hai amiri ki zindagi lekin har kisi ko naseeb nahi hoti sundar mahalon ki galiyan shayad kismet ko aur kuch manzoor hai
Starring @shasikumarde
A shasikumarde Dialogue
Sapne toh bade the par asliyat ne chehra dikha diya Khwab tha doosron ko uthane ka lekin khud hi sabse zyada gir gaya
Starring @shasikumarde
A shasikumarde Shayari
Jitna pyar diya tumhe utna hi bharosa kiya par tumne meri ummeedein tod di tumhari haqiqat ne mujhe rula diya
Starring @shasikumarde
A shasikumarde Shayari
Aksar mohabbat ke naam par log sirf zarurat pura karte hain sacha pyar milna toh naseeb ki baat hai
Starring @shasikumarde
A shasikumarde Shayari
main badal jaata hoon teri chaahon mein par meri zindagi ki wajah sirf tu hi hai
Starring @shasikumarde
A shasikumarde Quote
jo baatein dil se nikle usi ko suno jiska dil tumhare liye dhadakta hai sahara wahi asli hai baaki toh fasana hai
Starring @shasikumarde
A shasikumarde Dialogue
jab tum pehle mere saath the to sab kuch khoobsurat lagta tha ab tum badal gaye ho aur rishte mein sirf afsos reh gaya hai
Starring @shasikumarde
A shasikumarde Quote
Rishtey banana sab aasan samajhte hain par us rishte ko sacchai aur lagan se nibhane wala sach mein bahadur hota hai
Starring @shasikumarde