Aditya Kumar
@neemkalaadoWriting since 16 months
- Posts
- 18
- Followers
- 0
- Following
- 0
- Likes
- 48
A neemkalaado Shayari
Sher hoon jungle ka, billi ka mat samajhna, Aashiq hoon sirf tera, us dilli waali ka mat samajhna.
Starring @neemkalaado
A neemkalaado Quote
“धृति (धैर्य), क्षमा (माफ़ करना), दम (आत्म-संयम), अस्तेय (चोरी न करना), शौच (स्वच्छता), इन्द्रिय-निग्रह (इंद्रियों पर नियंत्रण), धी (बुद्धिमत्ता), विद्या (ज्ञान), सत्य (सच्चाई), अक्रोध (गुस्सा न करना) – ये दस बातें धर्म के लक्षण हैं।”
Starring @neemkalaado
A neemkalaado Quote
Main apne jazbaat ka ghulaam nahi, unka malik banna chahta hoon... Jo dard mere andar chhupa hai, usey main kamzori nahi, taqat bana raha hoon. Zindagi ka rasta mushkil hai, par mera iraada saaf hai — Mujhe bhatakna nahi, kyunki mera maksad mere saath hai. Aur haan... maut ko main darr ke roop mein nahi dekhta, Wo mujhe yaad dilati hai ki har pal anmol hai — jeena hai, abhi, yahin.
Starring @neemkalaado
A neemkalaado Quote
Jo asli main hai, wo aanat door chhupa hai, Yahaan jo dikh raha hain, bas ek saaya sa hai...
Starring @neemkalaado
A neemkalaado Quote
giri hui harkat krne negative energy wale logo ko rishtedari ke naam pe jhelna band kro poora virodh kro legal action ko
Starring @neemkalaado
A neemkalaado Shayari
jabtak tumhara dimag kharab nhi hojata tabtak tumhara zindagi kharab nahi hoskta hai
Starring @neemkalaado
A neemkalaado Shayari
Phool hoon toh kaanton ke saath aata hoon, Jo pyaar nibhaye, uske liye jaan bhi chhod aata hoon.
Starring @neemkalaado
A neemkalaado Shayari
Chocolate hoon asli wala, toffee ka mat samajhna, Dil diya hai tujhe, kisi aur ki story ka mat samajhna.
Starring @neemkalaado
A neemkalaado Shayari
Toofan hoon samundar ka, leheron ka mat samajhna, Apna bana liya hai tujhe, mohalle ki ladki ka mat samajhna.
Starring @neemkalaado
A neemkalaado One-liner
Bullies can bark loud but sometimes a bold move makes them silent forever
Starring @neemkalaado
A neemkalaado Shayari
फूल हूँ गुलाब का, चमेली का मत समझना; आशिक हूँ आपका, अपनी सहेली का मत समझना
Starring @neemkalaado
A neemkalaado Quote
kya pata zindagi ke safar mein kaunsa raasta nayi manzil se mila de sab kuch ek pal mein badal sakta hai
Starring @neemkalaado
A neemkalaado Quote
Jeet uski nahi jo zor lagata hai jeet uski hai jo chalak chaal chalta hai sahi pal par sahi faisla sab kuch badal deta hai
Starring @neemkalaado
A neemkalaado Quote
Bandhanon ka bojh chhodo uddan bharne ki tyari karo kal pe na socho aaj hi apna rang jamao
Starring @neemkalaado
A neemkalaado Quote
zindagi ki pitch par khade ho khelne ke liye kya tayyar ho
Starring @neemkalaado
A neemkalaado One-liner
Trust no one
Starring @neemkalaado
A neemkalaado Quote
suffering se mat daaro comfort zone ke saath attachment se daaro
Starring @neemkalaado
A neemkalaado Punchline
jab dimaag kaam na kare na unki naak par ek thappad jarr ke pad do
Starring @neemkalaado