Hifza Mariyam
@mariyamhifzaWriting since 15 months
- Posts
- 2
- Followers
- 0
- Following
- 0
- Likes
- 3
dCoins31
A mariyamhifza One-liner
pata hai maine meri maa ko bola maa wahan dekhon ek Sundar Kanya ayin hai un hone ne mujhe mara maine pucha kyun mara mujhe unhone kahan o beta kya neend baat kar.rahan hai Kanya toh sirf tere sapne main hin ane wali abb uth Jaa warna papa bulaungi maine bola abb sapne main bhi problem hain ???
Starring @mariyamhifza
A mariyamhifza Short Story
toh doo dost the ek ka naam salman dusre ka naam sharukh tha . to woh ache dost the.salman ne sharukh ko kahan are pata hai mujhe aishwarya pasand hai to sharuq nai kahan arey wahin miss world pasand hai tujhe jiske upar sare log Fida hai.salman nai kahan haan wohin .phir jab salman aishwarya ko propose karne jarahann tha tab aishwarya ki shadi hogayi salman nai sharukh ko kahan sharukh nai kahan ki maine toh tujhe bola tha tu ek pagal or woh ek pari tumhari toh jodi ban nai nahin wali thi .toh salman nai roro kar kanhan.aise dost kisiko na mile dushman mile par tum mat Milo tab sharukh ????
Starring @mariyamhifza