ShayariGinnyyy presents
socha tha kismat hogi tu, jo dehleez tak aa pahuchegi,
darwaza khola to laga meri saari duaaein poori ho jayengi,
magar jo andar aayi, woh tere kadam nahi,
bas kambakht maut thi, jo mujhe hi lene aayi thi.A Shayari by ginny
ginnySyahi
@Ginnyyy ·
Related
View allAspak SaiyadCreator
@aspaksaiyad1 · · Shayari
A aspaksaiyad1 Shayari
Teri bewafai ko ab muskura ke seh lete hain, pehle ro padte the, ab dard mein bhi jee lete hain. Judaai ne itna mazboot bana diya hai humein, ab zakhmon ko bhi hum gale laga lete hain. ❤️Starring @aspaksaiyad1
junaid khanMaestro
@jk800231 · · One-liner
A jk800231 One-liner
Sabse bada zalim wo hai jo muskura ke dil todta haiStarring @jk800231
junaid khanMaestro
@jk800231 · · Quote
A jk800231 Quote
tujhe bhula dena hi sukoon hai, kyunki teri yaadein saans lena bhi mushkil bana deti hainStarring @jk800231
Niket KumarCreator
@kniket821 · · One-liner
A kniket821 One-liner
Likha tha tere liye ek pura afsana, Tune seen kiya aur bhool gaye lautana.Starring @kniket821
Sofiya..... princessDialogbaaz
@sd2979142 · · Shayari
A sd2979142 Shayari
Ekk Zaraa Sii Bhool Khataa Baan Gayii.. Meri Wafaa Hi Merii Sazaa Ban Gayii, Dil Liyaa Aur Khel Kar Tod Diyaa Usnee.. Hamarii Jaaan Gayi Aur💔🥀Starring @sd2979142
A peerzadamuza One-liner
kya hua tera wadaStarring @peerzadamuza
A brijendrasin Shayari
Pehle tum meri duniya thi ab samajh aaya tum bas ek kahani thiStarring @brijendrasin
Basudeb HansdaAawaz
@basudebhansd · · Shayari
A basudebhansd Shayari
ishq to mera bhi sacha tha 🥀
main use chahta raha 🙂
wo kisi aur me kho gaya 🥹Starring @basudebhansd
0 comments
No comments yet.