veerrajput43 presents
કડક અંદાજ અમારી શાંતિને નબળાઈ સમજવાની ભૂલ ના કરતા, રાજપૂત છીએ સાહેબ, સમય આવે તો ઇતિહાસ રચી દઈએ. દુશ્મની રાખવાનો શોખ નથી અમને, પણ વટ અને વચન ક્યારેય ભૂલતા નથી.
By Veer Rajput
Veer RajputCreator
@veerrajput43 ·
Related
View allA nalinijha9753 Short Story
ડ્રોઅરમાં પડેલો તમારો જૂનો કીચેન—હું તેને સ્પર્શું ત્યારે હાસ્ય આવે છે…કારણ કે ખોવાઈ ગયેલી વસ્તુ કરતાં ખોવાઈ ગયેલો “હું” વધારે કડવો હતો. (ચાવીઓ ફરી ગોઠવાય, પણ આપણું દરવાજું નહીં.)
Starring @nalinijha9753
Sofiya..... princessDialogbaaz
@sd2979142 ·
A Dialogbaaz line
हमने खामोशी को भी एक अंदाज़ बना रखा है,
हर दर्द को दिल में छुपा रखा है।
लोग समझते हैं कि हमें कोई फर्क नहीं पड़ता,
हमने बस खुद को समझाना सीख रखा है।
कुछ रिश्ते मुकम्मल नहीं होते,
फिर भी उनकी यादों को दिल में सजा रखा है। 🖤Starring @sd2979142
Sofiya..... princessDialogbaaz
@sd2979142 ·
A Dialogbaaz line
Aaine mein chehra toh roz badalta dekha hai,
Par waqt ko insaan ka lehja badalte dekha hai.
Jo kal tak zaroori the, aaj anjaan se lagte hain,
Kuch apne bhi mausam ki tarah badalte hain.
Isliye ab chehron se zyada kirdaar dekhte hain,
Hum logon ko lafzon se nahi, vyavhaar se parkhte hain. ✨Starring @sd2979142
Sofiya..... princessDialogbaaz
@sd2979142 ·
A Dialogbaaz line
Kuch khwaab aankhon mein rehkar bhi soye nahi,
Kuch raaste mile, magar hum unke hue nahi. Har mod par zindagi ne naya rang dikhaya, Kabhi hansaya toh kabhi khud se milwaya. Ab na manzil ki jaldi hai, na raahon ka darr, Jo safar sikha de jeena, wahi hai behtar.❤️🔥
Starring @sd2979142
Sofiya..... princessDialogbaaz
@sd2979142 ·
A Dialogbaaz line
तू बदला तो लगा वक़्त बदलता ही गया
मैं ठहरा था जहाँ, दिल वहीं जलता ही गया!!
तेरे बाद किसी से भी मुहब्बत न हुई
दिल ये हर शख़्स में तुझको पढ़ता ही गया!!
तूने छोड़ा तो अजब ढंग से छोड़ा मुझको
जैसे मिट्टी से कोई नाम उखड़ता ही गया!!
मैंने चाहा था तुझे आख़िरी हद तक लेकिन
तू हर बार मेरे हाथ से फिसलता ही गया!!
अब ये आलम है कि आईना भी कहता है मुझे
तू जो था, धीरे-धीरे वो बिखरता ही गया!!Starring @sd2979142
Sofiya..... princessDialogbaaz
@sd2979142 ·
A Dialogbaaz line
Wo baatein jinhe hum keh nahi sakte, aksar wahi baatein hamare gale mein chubhne lagti hain.
Na chahte hue bhi aansu bankar, thehar-thehar kar barasne lagti hain- mano zabt ki zanjeer mein dheere- dheere darar padne lagi ho. Aur phir wahi ankahi baatein waqt ke saath zindagi ka nasoor ban jaati hain... ek aisa nasoor, jo sirf dil ko nahi, balki poori zindagi ko andar hi andar kha jahta hai Starring @sd2979142
Sofiya..... princessDialogbaaz
@sd2979142 ·
A Dialogbaaz line
Meri Mohabbat
Meri mohabbat woh hai jahan milne ki koi umeed nahi,
Phir bhi dil ko tere intezaar se fursat nahi. Pata hai tu kabhi mera nahi ho sakta,
Phir bhi tujhe chahne mein koi kami nahi. Na tere aane ka yakeen hai, na tujhe paane ki aas hai,
Phir bhi har guzarti raat mein tera hi intezaar hai. Shayad isi ko mohabbat kehte hain,
Jahan anjaam ka pata ho, Phir bhi dil ko usi shakhs se pyaar hai...Starring @sd2979142
Sofiya..... princessDialogbaaz
@sd2979142 ·
A Dialogbaaz line
Aasmaan ko dekhkar bas khwaab nahi sajaate,
Kuch log apni kismat khud likh jaate.
Raaste chahe chaand tak na le jaayein,
Par kadam naye jahaan zaroor dikhaayein.
Manzil se zyada khoobsurat safar tab lagta hai,
Jab har mod par khud ka ek naya roop milta hai. ✨💐Starring @sd2979142
0 comments
No comments yet.