One-linerjk800231 presents
Dil ne darwaza band kiya, ab ghadi ki sui bhi teri taraf nahi ghoomtiA One-liner by junaid khan
junaid khanMaestro
@jk800231 ·
Related
View allSofiya..... princessDialogbaaz
@sd2979142 · · Quote
A sd2979142 Quote
Zindagi kiraye ka ghar hai, saath kuch le hi nahi paate.... dil lagaya toh zakhm mil gaye..... marham dhoondne nikle toh wahi shaks dawa bhi le gaya.....🥀Starring @sd2979142
Sofiya..... princessDialogbaaz
@sd2979142 · · Shayari
A sd2979142 Shayari
payar ke rishte se haare hmm
ishq me Kho Diya sab kuch luta de ge ye zindagi bi aek din nafrat ki aag me jalade ge tuje bhi❤️🔥Starring @sd2979142
junaid khanMaestro
@jk800231 · · Quote
A jk800231 Quote
Yeh dil na jaane kyun raat bhar jagata hai, aankhon ko neend se door bitha deta hai, pagal hai yeh dil, deewana hai yeh dilStarring @jk800231
junaid khanMaestro
@jk800231 · · Shayari
A jk800231 Shayari
Chaha tha teri panaahon mein kho jaana, chaha tha ek din bas tera ho jaana, par waqt ne itna bhi mauka na diya, ke dil ki baat tujhe keh paata 🥀Starring @jk800231
junaid khanMaestro
@jk800231 · · Shayari
A jk800231 Shayari
wo galiyan sunsan ho gayi mere jaane ke baad, jahan se guzre hue ek arsa beet gayaStarring @jk800231
junaid khanMaestro
@jk800231 · · Shayari
A jk800231 Shayari
Har sip mein tera zikr, har cup mein teri yaad ☕Starring @jk800231
Sofiya..... princessDialogbaaz
@sd2979142 · · Shayari
A sd2979142 Shayari
Har baar kisi ko rokna zaroori nahi hota,
Kabhi kabhi jaane dena bhi zaroori hota hai.
Jo tumhara hai, woh wajah dhoond lega lautne ki,
Jo nahi hai, woh bahane dhoond lega jaane ke.
Dil ko bas itna samjha lena,
Har bichhadna haar nahi hota. 🖤✨Starring @sd2979142
junaid khanMaestro
@jk800231 · · Shayari
A jk800231 Shayari
Duniya ka sabse dardnaak ehsaas hai unke liye tarasna jo tumhe apna kabhi samajhte hi nahi the.Starring @jk800231
0 comments
No comments yet.