Shayariaa3542411 presents
Duniya ko samajhne mein umr guzar jaati hai, Apno ki pehchaan aksar waqt karata hai.A Shayari by Adnan Ansari
Adnan AnsariMaestro
@aa3542411 ·
Related
View allSofiya..... princessDialogbaaz
@sd2979142 · · Shayari
A sd2979142 Shayari
Thoda sochu fir ek baat likhu" Jazbat likhu ya halat likhu
Tere Ishq ko apne sath likhu
Ya mere hatho me tera haath likhu
Tujhe dekhu fir ek baat likhu" Tariff likhu ya fariyad likhu
Tere piche khudko abad likhu " Ya tanhayi me khud ko barbad likhu "
Tujhe din ya khud ko raat likhu " Tu hi bata aaj konsi baat likhu...🥺Starring @sd2979142
Adnan AnsariMaestro
@aa3542411 · · Sh
A aa3542411 Sh
Bheed mein rehkar bhi akela rehna padta hai, Zindagi mein har raaz dil mein rakhna padta hai.Starring @aa3542411
Jabed AliSyahi
@jabedali8646 · · Dialogue
A jabedali8646 Dialogue
moje 10 secen instagram vairel video ka dailok doStarring @jabedali8646
Tabbu KhanCreator
@tkhan242642 · · One-liner
A tkhan242642 One-liner
Kisi ko hans kar dekhna alag baat hai, kisi ki wajah se hansna alag kahani haiStarring @tkhan242642
Sofiya..... princessDialogbaaz
@sd2979142 · · Shayari
A sd2979142 Shayari
Har rang ki apni ek alag kahaani hoti hai,
Kisi mein khushi, toh kisi mein hairaani hoti hai.
Zindagi ko sirf kaale-safed mein mat dekhna,
Har galti mein bhi ek seekh purani hoti hai.
Jo apne hisse ke rang khud bharna seekh jaate hain,
Wahi toh berang lamhon mein bhi khushi dhoondh laate hain. ✨Starring @sd2979142
junaid khanMaestro
@jk800231 · · One-liner
A jk800231 One-liner
Life mein kabhi kabhi koi bina reason ke apna sa feel hone lagta haiStarring @jk800231
junaid khanMaestro
@jk800231 · · Quote
A jk800231 Quote
Zindagi ka akhari safar wahi hai, jahan har rishta peeche chhoot jata hai aur sirf yaadein saath chalti hainStarring @jk800231
junaid khanMaestro
@jk800231 · · Quote
A jk800231 Quote
Jo saath chalein wahi apne, baaki sab bas follow karte reh jaate hainStarring @jk800231
0 comments
No comments yet.