Shayarianandmauryaa presents

Darzi ke chalk ke nishaan kapdon se mit jaate hain, Magar kuch faisle dil par gehre reh jaate hain. Har kaatne se pehle woh naap dobara leta hai, Kaash insaan bhi lafzon se pehle soch leta hai. Kapde toh silkar phir se naye ban jaate hain, Dil ke phate hisse har baar kahan jud paate hain. ❤️

A Shayari by ANAND MAURYA

@anandmauryaa ·

Related

View all

0 comments

No comments yet.