Shayariaa3542411 presents
Rishte lafzon se nahi, ehsaason se bante hain,
Kuch log door rehkar bhi dil mein baste hain.A Shayari by Adnan Ansari
Adnan AnsariMaestro
@aa3542411 ·
Related
View allSofiya..... princessDialogbaaz
@sd2979142 · · Shayari
A sd2979142 Shayari
Kuch baatein kehne se zyada mehsoos hoti hain,
Kuch khamoshiyaan bhi dil ke kareeb hoti hain.
Har sach ko lafzon ka libaas dena zaroori nahi,
Kuch jazbaaton ki apni hi zubaan hoti hai.
Jo samajh le aankhon mein chhupe alfaaz,
Usse baar baar samjhana zaroori nahi hota. 🖤Starring @sd2979142
VirendraMaestro
@virendrakusr · · Shayari
A virendrakusr Shayari
jubaan pe salaam to rakhte hai dur jaane ke baad humhae badnaam to rakhte hai dushman to hum banate nahi bus dost hi dushman ban jate hai Starring @virendrakusr
ANAND MAURYACreator
@anandmauryaa · · Shayari
A anandmauryaa Shayari
🥀 Kuchh rishte waqt ke saath badal jaate hain,
Kuchh apne bhi ajnabi nazar aate hain,
Kal jin baaton par ghanton guzar jaate the,
Aaj wahi zikr aaye toh hum muskuraate hain. 🌙
Na ab kisi se pehle jaisi umeed rahi,
Na har khamoshi mein koi fariyaad rahi,
Zindagi ne bas itna samjha diya,
Har yaad khoobsurat hai, par har yaad ke saath rehna zaroori nahi. 🖤Starring @anandmauryaa
ANAND MAURYACreator
@anandmauryaa · · Shayari
A anandmauryaa Shayari
Darzi ke chalk ke nishaan kapdon se mit jaate hain,
Magar kuch faisle dil par gehre reh jaate hain.
Har kaatne se pehle woh naap dobara leta hai,
Kaash insaan bhi lafzon se pehle soch leta hai.
Kapde toh silkar phir se naye ban jaate hain,
Dil ke phate hisse har baar kahan jud paate hain. ❤️Starring @anandmauryaa
Adnan AnsariMaestro
@aa3542411 · · Shayari
A aa3542411 Shayari
Rishte wahi khoobsurat hain jahan ehsaas zinda rahein, Chahe alfaaz khamosh hon, magar jazbaat zinda rahein.Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro
@aa3542411 · · Shayari
A aa3542411 Shayari
Kuch rishton ki khoobsurati unki doori mein hoti hai, Na haq jataya jaata hai, na mohabbat kam hoti hai.Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro
@aa3542411 · · Shayari
A aa3542411 Shayari
Na waqt ki pabandi, na baaton ka silsila, Kuch rishte bas dil se nibhaye jaate hain.Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro
@aa3542411 · · Shayari
A aa3542411 Shayari
Kuch rishte khamoshi mein bhi zinda rehte hain, Na paas hote hain, na dil se juda hote hain.Starring @aa3542411
0 comments
No comments yet.