S
Sofiya..... princess@sd2979142Dialogbaaz
Darzi kapdon ke chhed sil kar unhe naya bana deta hai,
Kaash koi dil ke zakhmon ko bhi aise mita deta hai.
Kuch daraarein toh muskurahat ke peeche chhup jaati hain,
Kuch takleefein apno ke saamne bhi ankahee reh jaati hain.
Insaan bhi ajeeb hai, toot kar sambhal jaata hai,
Phir apni hi kahaani ko hans kar suna jaata hai. ❤️🩹✨Related
View allComments
No comments yet.