magicalAawaz
@Mermaid Writing since 20 months
- Posts
- 40
- Followers
- 1K
- Following
- 0
- Likes
- 2.6K
magicalAawaz@Mermaid · · QuoteA Mermaid Quote
Somewhere between typing... and last seen, we buried love in statistics. Now we chase hopes instead of feelings, and build relationships on goals we break and expectations we never reach.
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid · · QuoteA Mermaid Quote
Misunderstanding clings to a moment long gone, afraid to let it pass as if it never truly happened
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid · · QuoteA Mermaid Quote
Admi ko agar Nakamiyab hi hona ho toh kyu na woh kaam kare jise woh chahta hai #freedom to choose support this tag and make quotes
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid · · ShayariA Mermaid Shayari
Dil toh bohot baar dukha aur tuta hai kai bar zindagi khatam si bhi lagi hai ek woh daur tha jab andhi bhi jhel gaye aur marna ka koi khauf bhi na tha aur ek yeh pal hai seene me uth ti dard ko zor se daba rahe hai kahi yeh ruk na jaye kahi jeevan ki dor tut na jaye soch ankho me asu bhi aagaye
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid · · ShayariA Mermaid Shayari
rang badalna toh girgit ki pehchan hai jaane kabse insaan girgit bangaya
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid · · One-linerA Mermaid One-liner
rah me pathar pade ho toh pathar hatate hai rah nahi badalte
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid · · One-linerA Mermaid One-liner
exclusive is expensive inclusivity is affordable
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid · · ShayariA Mermaid Shayari
kabhi mukkamal jaha nahi milta kahi zameen toh kabhi asman nahi milta
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid · · ShayariA Mermaid Shayari
Allah mujhe dard ke kaabil bana diya Toofan ko hi kashti ka sahil bana diya jab kuch na ban saka toh mera dil bana diya 😭😭😭😔
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid · · QuoteA Mermaid Quote
un logo ka kya bura man na log toh amrud bhi mithas dekh ke kahrid te hai. bad me naamk laga ke khate hai
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid · · QuoteA Mermaid Quote
what is broken and rebuilt is more beautiful than the perfection # prospective changes reality
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid · · QuoteA Mermaid Quote
someone asked me are you sure your man is yours ? I simply said well would anyone really go after the frogs if they had a diamond at home
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid · · QuoteA Mermaid Quote
life is uphill and the travel is difficult if the baggage is heavy
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid · · QuoteA Mermaid Quote
“Destiny is the road offered to you. Karma is the way you choose to walk it.
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid · · QuoteA Mermaid Quote
Fate introduces the chapters; karma writes the consequences.
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid · · QuoteA Mermaid Quote
your first breath was borrowed from your mother’s last.”
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid ·A Dialogbaaz line
Khwaishon ka ajeeb dastoor hota hai, Jo mil jaaye woh kam, jo na mile zaroor hota hai. Dil har roz naye khwaab sajata hai, Waqt unhe chupke se aazmata hai. Kabhi mohabbat ki tamanna, kabhi sukoon ki talaash, Kabhi kisi ki muskurahat ban jaati hai saans. Har khwaish mukammal ho zaroori toh nahi, Par dil umeed karna kabhi chhodta nahi. Aakhir mein bas itni si dua rehti hai — Jise chaaha ho, woh ek baar “apna” keh de.
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid ·A Dialogbaaz line
“Jaane kahan gaye woh din” Jab salary aati thi aur bach bhi jaati thi… Jaane kahan gaye woh din, Jab bina back pain ke uthte the hum. Ab toh sofa se uthne mein bhi, Lagta hai chal raha ho gym. Jaane kahan gaye woh din, Jab dost bulaate the “bhai chill kar,” Ab sab kehte hain “meeting hai,” Aur reply aata hai kal parson par. Jaane kahan gaye woh din, Jab pyaar mein letters likhe jaate the, Ab toh “seen” pe dil toot jaata hai, Aur stickers se rishte nibhaaye jaate hain. Jaane kahan gaye woh din, Jab नींद bhi poori ho jaati thi, Ab toh weekend bhi itna chhota lage, Jaise free trial ki zindagi.
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid ·A Dialogbaaz line
kabhi kisi ko mukkamal jaha nahi milti kahi zameen toh kahi khadde beshumar milte hai
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid ·A Dialogbaaz line
tere dar par sanam chale aye tu na aye toh hum chori karke bhag liye
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid ·A Dialogbaaz line
Nikah sirf do haathon ka milna nahi hota, Yeh do roohon ka ek safar mein dhalna hota. Kabhi hansiyon ki baarish, kabhi khamosh raat hoti hai, Mohabbat har roz naye imtihaan leti hai. Ek ghar sirf deewaron se saja nahi karta, Rishta wafaa aur sabr se basa karta. Kabhi woh tum mein apna jahaan dhoondhta hai, Kabhi tum uski aankhon mein sukoon padhte ho. Shaadi mohabbat ka sirf ek vaada nahi, Do adhure logon ka ek doosre mein poora hona bhi hai.
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid ·A Dialogbaaz line
Khud pe yaqeen tha kabhi, ab sawaal sa lagta hai, Har aaina bhi ab mujhe malaal sa lagta hai
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid ·A Dialogbaaz line
Jo hausla tha seene mein, kahin khamosh ho gaya, Ab har qadam pe dil mujhe behaal sa lagta hai.
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid ·A Dialogbaaz line
Khud pe yaqeen tha kabhi, ab sawaal sa lagta hai, Har aaina bhi ab mujhe malaal sa lagta hai.
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid ·A Dialogbaaz line
kisi na kisi roop mein avashya prapt hota hai
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid ·A Dialogbaaz line
Punarjanm keval ek dharmik avdharna nahi, balki aatma ki anashvarata ka gehra sanket hai. Yeh maanyata kehti hai ki shareer nashvar hai, lekin aatma ajar, amar aur shaashvat hoti hai. Manushya apne karmon ke anusaar janm-janmantar ke chakra mein pravisht hota hai, jahan har janm uske poorv karmon ka parinaam aur aane wale jeevan ka aadhaar banta hai. Jeevan aur mrityu sirf parivartan ke dwaar hain; aatma nirantar naye roopon mein apni yatra poori karti rehti hai. Punarjanm ka siddhant manushya ko satkarm, sanyam aur dharm ke maarg par chalne ki prerna deta hai, kyunki har karm ka phal aatma ko
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid ·A Dialogbaaz line
Beneath the gilded veneer of grace, There dwelt a famine no light could erase. A slow depravity—elegant, concealed— Where virtue decayed, but never revealed. The mirrors applauded a counterfeit soul, While ruin disguised itself as control. Each desire, once tender, turned viciously thin, A cathedral collapsing quietly within. And still they danced through perfumed despair, With ravenous hearts and immaculate hair. For corruption seldom arrives with a scream— It blooms like dusk through a once-sacred dream.
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid · · QuoteA Mermaid Quote
Memory does not vanish abruptly; it attenuates into faint vestiges, until even the most incandescent moments become indistinct echoes.
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid ·A Dialogbaaz line
karma begins in the thought and intentions
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid ·A Dialogbaaz line
“You’re not stuck—you’ve just memorized your boundaries.”
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid ·A Dialogbaaz line
Your limits didn’t arrive—they were installed.”
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid · · QuoteA Mermaid Quote
“Some prisons don’t have walls—just beliefs that learned how to sound like truth.”
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid ·A Dialogbaaz line
“Funny how every ‘feature’ arrives like a promise and behaves like a confession—quietly admitting it was a bug all along
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid · · DialogueA Mermaid Dialogue
Tumne ise mohabbat kaha, humne ise junoon bana liya ❤️
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid ·A Dialogbaaz line
pyar koi desh ki seema to nahi ki jiski hadhein ho imaan koi mausam toh nahi ki bar bar badal jaye wafa koi kach bhi kaha hota hai Jo eb tute toh kabhi judh na paye pyar andhar ho toh bahar aa hi jaata hai kabhi ek bar kabhi baar baar bus behta hi rehta hai
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid ·A Dialogbaaz line
massom nahi majbur hu naraz nahi na- umeed hu berukhi mera andaz nahi kya kare mohobbat karne wale sabhi behrupiye nikle aye , azmaye majburi ka hawala deke hume mayoosi me chod gaye
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid ·A Dialogbaaz line
A man deciding fast is confident A woman deciding fast is impulsive A man taking time in any action is thoughtful While a women taking time is confused A capable daughter is one who is expressive and straight forward A assertive wife is too much !! A lady in saree on the road is well dressed A wife at a birthday party dresses in saree is overdressed A man with a big pot belly is lack of time to get in shape A women with a belly is obese and lazy Other heavy boned women " voluptuous". The one you have married however is fat Man waiting and eating with wife makes the women lucky And
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid · · QuoteA Mermaid Quote
if everything you offered wasent enough, it's time to offer your silence salt is not on the menu yet when it's missing you feel it
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid · · ShayariA Mermaid Shayari
kabhi dilaagi ne mara kabhi aashiqi ne mara diya maut se bhi jyada dard hume toh zindagi ne maara
Starring @Mermaid
magicalAawaz@Mermaid · · QuoteA Mermaid Quote
dimag aur dil ki ranjish me kabhi dil nahi manta kabhi dimag nahi sath deta jo baat hum is ladai me nazar andaz kar rahe hote hai woh yeh hai ki jo baat itne ranjish me daale kya woh baat humare liye sukoon hai ya sariya?
Starring @Mermaid