Shayarisd2979142 presents

Kuch ehsaas lafzon mein bayaan nahi hote, Kuch kisse har kisi ke naam nahi hote. Humne toh khamoshi mein bhi bahut kuch keh diya, Bas samajhne wale har baar paas nahi hote. Har baat ko alfaazon ka sahara zaroori nahi, Kabhi aankhon ke ishare bhi poori kahaani keh jaate hain. ✨

A Shayari by Sofiya..... princess

@sd2979142 ·

Related

View all

0 comments

No comments yet.