Shayarisd2979142 presents

Kuch log waqt ke saath badal jaate hain, Kuch apna asli rang dikha jaate hain. Hum toh har mod par sachche hi rahe, Bas log apne matlab ke hisaab se milte rahe. Ab na kisi se umeed, na koi gila rakhte hain, Hum apni duniya mein apna hisaab rakhte hain. ✨

A Shayari by Sofiya..... princess

@sd2979142 ·

Related

View all

0 comments

No comments yet.