Shayarisd2979142 presents

Zameen se jude rehkar bhi aasman chhoona hai, Har haar ke baad ek naya iraada bona hai. Log toh kahenge, teri aukaat kya hai, Unhe kya pata, mere sapno ki bhi ek duniya hai. Manzil mile ya na mile, ye baad ki baat hai, Mujhe toh apni pehchaan khud banani hai. ✨

A Shayari by Sofiya..... princess

@sd2979142 ·

Related

View all

0 comments

No comments yet.