Shayariaa3542411 presents

Kabhi kisi ko itna bhi mat chaho, Ki uske bina jeena mushkil ho jaaye. Kuch log dil mein rehkar bhi apne nahi hote, Aur kuch apne hokar bhi naseeb mein nahi hote. Sabse zyada dard tab hota hai, Jab aansu bhi apne hon aur wajah bhi apni ho.

A Shayari by Adnan Ansari

@aa3542411 ·

Related

0 comments

No comments yet.