Shayarisd2979142 presents

Saari raat chaand se sirf ek sawaal kiya, Khud ko kho kar khud ka khayaal kiya. Taare toote to bhi roshni de gaye, Log chhoote to bhi ek sabaq de gaye. Har chamak kahan manzil liye phirti hai, Kabhi andhera bhi raah dikha deta hai. ✨

A Shayari by Sofiya..... princess

@sd2979142 ·

Related

View all

0 comments

No comments yet.