Shayarisd2979142 presents

Hawaon ka rukh dekh kar iraade nahi badalte, Asli musafir toofan mein bhi raaste nikaalte. Manzil mile ya na mile, safar yaad rehna chahiye, Har girne ke baad khud ko sambhalna chahiye. Kyunki jeet sirf pahunchne ka naam nahi hoti, Kabhi kabhi himmat se chalna bhi jeet hoti hai. ✨

A Shayari by Sofiya..... princess

@sd2979142 ·

Related

View all

0 comments

No comments yet.