S
Sofiya..... princess@sd2979142Dialogbaaz
Phoolon ki dukaan mein ek gulaab akela reh gaya, Sab rang bik gaye, woh khud se hi keh gaya. Har khoobsurat cheez ko koi chunta nahi, Har achhe dil ko uska apna milta nahi. Magar der se milne ka matlab haar nahi hota, Har intezaar ka anjaam bekaar nahi hota. ЁЯМ╣

Related

View all

Comments

No comments yet.