S
Sofiya..... princess@sd2979142Dialogbaaz
Kaise bhula du unhe,
Jinhone meri khushi ke liye apne gham chhupa liye,
Meri muskaan ke liye duniya se takra gaye,
Meri khamoshi ko bhi padh liya unhone,
Log naam zubaan pe rakhte hain,
Par woh har saans mein mujhe basaye rakhte hain...Related
View allComments
No comments yet.